CONTENTi BLOG presents BEST

Friday, June 5, 2009

Mix SMS Jokes (HINDI)

************ ********* ********* **

Ek aadmi ki biwi kho gayi, vo Ram ke mandir gaya,

Bhagwan ne kaha paas ke Hanuman mandir jao,

Meri bhi unhone dhundi thi.

************ ********* ********* **

Gunghat mein tujhe dekha to dewana hua,

Sangeet ka tarana hua, shama ka parwana hua,

Masti ka mastana hua, jaise hi tune gunghat

uthaya is duniya se mein rawana hua.

************ ********* ********* **

Pati daaru pi kar apni patni se kehta hai,

Darling, aaj kuch aisi baat karo

Ki mere kadam zameen par na tike...

Patni ne kaha kaho to faasi pe chada du.

************ ********* ********* **

Zaam kadwa hai magar,

itna bhi nahi ki piya na jaaye,

Zindagi mein dard hai,

Magar itna bhi nahi ki jiya naa jaaye,

Mana SMS par charges hai,

Magar itna bhi nahi ki kiya naa jaaye.

************ ********* ********* **

Jugal Hansraj aur Mayuri Cango,

Bus stop par khade the.

Bus aayi Mayuri gayi,

Magar Jugal nahi gaya-kyon?

Because Mayuri "Can Go".

************ ********* ********* **

No comments:

Post a Comment